बुधवार, 5 अक्तूबर 2016

Facebook Par Likes Kaise Badhaye फेसबुक पर लाइक्स कैसे बढ़ाएं Jankari Hindi Me

Facebook Par Likes Kaise Badhaye फेसबुक पर लाइक्स बढ़ाएं


Aap bhi ye to jarur janna chahte honge Facebook Par Likes Kaise Badhaye. Is post ko padhkr aap bhi facebook pr hajaro likes and comments pa sakenge. Aap jb bhi kisi ki Post par hajaro-lakho Likes dekhte ho to aapke dimag me yah question to jarur aata hoga ki facebook par likes kaise badhaye. Is Article me Aapko milengi Facebook pr like badhane ki Best Tips. Is post ke jariye aap jaan payenge ki facebook par apni kisi photo par likes kaise badhaye jankari hindi me. Facebook par Likes badhane ki sabhi Tips ko follow krke aap bhi apni photo par hajaro likes pa sakenge. Is Post me hum aapko Facebook pr likes badhane ke ek se badhkr ek tareeke batayenge. Facebook users ke liye likes kitne jaruri hai ye to aap sabhi jante hi ho. facebook users ek se badhkr ek posts apne wall pr dalte hai aur jb unki post pr achche likes and comments nahi aate to vo udas ho jate hain aur sochte hain ki aakhir facebook pr likes kaise badhaye. How To Increase Likes on Facebook. Yaha aapko milengi Facebook pr likes increse krne ki Tips. Facebook pr likes badhane ka tareeka. Facebook pr followers badhane ki tricks. Facebook pr like badhane ki tricks. Tips to increase like on facebook. Facebook ek aisi social media site hogyi hai ki jahan log bahut jyada active rahte hai. Yadi aap facebook par apne vichar vyakt karenge to aapko dher sare logsujhav de payenge. Kai baar aisa hota h ki Aap facebook pr kuch post karte ho aur us par kisi ka like nahi aata aur isse aap udas ho jate honge. Lekin aaj hum aapko paanch aisi tips batane wale hain jinse aap apni kisi bhi post par pahle se jyada like aur comments pa sakenge. To Chaliye Jante hain Facebook Par Likes Kaise Badhaye.





Facebook world ki number one Popular social site hai. Ya hum yu bhi kah sakte hai ki Facebook ek aisi site hai Jiske bina social media complete nahi hota hai / Jiske bina social medi ki kalpna bhi nahi ki ja sakti hai. Shayd hi koi Insan aisa hoga jo Internet use karta ho aur uska account facebook par na ho. Koi Facebook Entertainment ke liye use karta hai to koi apne Business / Blog / Website ke Advertisement ke liye. But sabhi yahi chahte hai ki vo jo bhi post / status dale us par jyada se jyada likes and comments aaye kuki agr Aap facebook entertainment ke liye use karte hai to Jitne jyada aapki post par likes aayenge aapki popularity facebook par utni hi badhegi. Business / Blog / Website ke liye bhi yahi condition apply hoti hai ki Aap Jitne jyada social media par popular howoge aapke Blog / Website par bhi utne hi achche Visitors aayenge and Agr aapki site par Regular dher saare visitors aayenge to aapko apna Product Bechne me aasani rahegi.


But problem yah h ki Hum jo koi bhi post / status fb par update karte hai to us par humarri ummid ke mutabik likes and comment nahi mil paate hai and fir aapke dimag me ek hi question aata hai ki meri post par auro ki tarah Likes and comments ku nahi aate hai ? To Aaj ki ye post bus aap hi ke liye hai, Is post ko padhne and follow karne ke baad Aapke dimag me ye sawal fir kabhi nahi aayega.


Facebook par like badhane ke liya apko Sabse Pehle to apne facebook friends me popular hona hoga.Kuki agr aapke post ko aapke khud ke friends hi like nahi karenge to dusre kaha se karenge. Iske like apko apni facebook profile ko stylish banana hoga. Apni Facebook profile ko khubsurat banane ke liye apko Apna Facebook account name change karna hoga, Agar aap chahe to Apne Facebook name se last name ko bhi hata sakte ho. Lekin Bus yahi kafi nehi hai Apne Facebook post par like badhane ke liye. Facebook like increase karne ke  liye Niche kuch tips diye huye hai. Post karte time agar aap in sab bato ko dhyan me rakhoge to apke posts par Like jorrur badh jayenge.




Facebook Par Like Kaise Badhaye :-

Facebook Par Likes Kaise Badhaye Puri Jankari Hindi Me

1. Profile Style :-


Facebook likes badhane ke liye apko apni Facebook profile ko cool aur stylish banana hoga. Apni Facebook profile ko stylish banane ke liye apko apni facebook profile par apni khud ki ek stylish photo Aur ek achchi si cover photo Upload karni hogi. Facebook Profile ko khubsurat banane ke liye aap Facebook name ko single ( matlab last name ko hata sakte ho ) likh sakte ho ya fir apna facebook name bhi change kar sakte ho.

 

2) Regular Post / Update Kare:- 

 

Facebook par jyada se jyada likes pane ke liye apko Regularly post update karne honge. Rojana din bhar me ka se kam 2 baar status Update kare isse aapko Apni posts par 40 % jyada respose milne ke chances hain. Vahin agar aap Week ( saptah ) me 2-5 baar status update karte hai to aapko apni Posts par 71 % jyada response milne ke chances hote hain.


Read More : Facebook Page Like Krne Ke Liye All Friends Ko Ek Click Me Invite Kaise Kare


3) Post ideas:-


Jyada Facebook likes pane ke liye sirf regular posts update karte rahna hi kafi nahi hai, Iske liye apke paas ache Facebook post ideas bhi hone jaruri hai. Mera matlab he kab konsi post dalni hai, konsa topics jada popular hoga in sabke baare me bhi apko kuch idea hona chahiye. Jaise ki Festival time me festival se related posts daale bcz us time me ye hi posts jyada like ki jati hai. 

 

4 ) Photo ka Istemal kare :-


Facebook par apni posts ko image ke saath update kare. Kuki photos dikhne me achchi hoti hai and Log Image se hi samajh jate hai ki aap kya kahna chahte hai. Apne posts ke sath image use karke aap apne post par 53 % jyada likes and 104 % jyada comments pa sakte hai. Aur agar Aapne is post me apni site se sambandhit koi link post ki hai to is tarah ki post ke throw aapki site par 53 %  jyada clicks aane ke sambhavna / ummid rahti hai.




Read More : Facebook Par Fake ID Ka Kaise Pata Lagaye Puri Jankari Hindi Me

 

5 ) 80 character tak matter :-


Facebook par post karte time text matter ka jarur dhyan rakhe rakhe. Apni post me kam se kam shabdon ka istemal kare. Kuki aisa dekha gya hai ki 80 character tak likhi gayi posts ko padhne me 66 % jyada log samay bitate hai. Jyada shabdo ke istemaal hone par us post ko dekhte hi log aage badh jaate hai. Kuki agar aapki post jyada badi hogi to Aapki post ko puri padhne ke liye logo ko see more par click karke new page open karna hoga. And koi bhi facebook par ek post ke chakkr me new page open karke apna net and time waste nahi karna chahta hai. Isiliye apne post me character limit ka dhyan rakhe. (Facebook Par Likes Kaise Badhaye.)

 

6) Question post kare :-


Apne wall par Question wale Posts bhi update kare kuki question wale posts me log jyada interest lete hai. So agr aap apni post me Question puchenge to log aapke puche gaye question ka jawab dene me dimag lagayenge and fir aapki post ko like karne ke sath sath aapki posts me apne jawab comment bhi karenge. is way say aap apni post me 100 % jyada Likes and Comments pa sakte hai.


Read More : Facebook Par Apne Sabhi Friends Ko Ek Sath Group Me Kaise Add Kare

 

7) Post Timing Zone:- 


Apni koi bhi post ko Publish / Update karte time Publish Time ka bhi jarur dhyan rakhe kuki kai baar to aisa hota hai jab hum post update kar dete hai and facebook par bahut hi kam log online hote hai to aapki us post bhi bahut hi kam log dekh pate hai and aapko jyada likes ni mil pate hai. so Timing Zone ka bhi dhyan Rakhe Normaly India me log Sham 07:00 PM - 11:00 PM jyada online rahte hai so apni posts ko is hi time me facebook par update kare jisse aapki post ko jyada se jyada likes mil sake.


 

8) Apne Friends ko tag Kare:- 

 

Jab aap koi bhi new post publish kare to us post ko apne friends ko Tag karna na bhule kuki Tag karne se aapki Post Aapke friend ke Notification and Timeline dono hi jagah pahuch jati hai and uski Timeline par aapki Post pahuchne ki vajah se uski timeline visit krne walo ko aapki post bhi dikhayi deti hai and aapki post par like and comments aane ke chances jyada ho jate hai. And Tag unhe kare jinki friendlists me jyada se jyada friends ho.



Ye Bhi Padhe :-



फेसबुक के बारे में 50 रोचक तथ्य | 50 Interesting Facts About Facebook In Hindi 





अगर आपको हमारा यह Article पसंद आया हो तो plz इसे Facebook और Twitter के जरिये अपने Friends के साथ जरूर Share कीजिये जिससे वो भी इस Article का फायदा उठा सकें और Plz नीचे Comment करके हमें यह जरूर बताइयेगा कि आपको हमारा यह Article कैसा लगा।


Tags : Facebook Par Likes Kaise Badhaye, FB Par Jada Likes Kaise Laaye, Facebook Par Likes Laane Ke Tarike. Facebook Par unlimited Likes Kaise Paye


Receive AchchiDuniya's new articles by email.



Blog Post By Email

अगर आपको हमारी यह पोस्ट अच्छी लगी हो तो आज ही हमारे Blog को Subscribe करें और हमारे इस ब्लॉग की हर एक नयी पोस्ट की सुचना अपनी ईमेल पर पाये। यह बिलकुल फ्री है।

Apni email id dal kar subscribe par click karne ke baad aapko ek email aayega usme ek link hogi, uspar click Karke confirm jarur kare.


Enter your email address to subscribe to Achchi Duniya's blog and receive their new articles by email.




Enter your email address:

6 टिप्‍पणियां: