रविवार, 18 सितंबर 2016

(10) India's Top-Earning YouTube Super Stars - Jankari Hindi Me

India's Top Richest YouTube Super Stars
Top Indian Youtubers


Aaj Kal Is Modern Time Me YouTube Entertainment Ya Video Dekhne Ka hi Sadhhan Nahi Rah Gaya Hai. YouTube ke Jariye Bhi Kai Log Apni Kabiliyat or Huner Ko Pesh krne wale Videos Dalkr Lakhon Rupaye per Month Kama Rahe Hai. Aaj Hum Aapko Is Post me Un Logo ke Baare me hi Batayenge. To Ab Chaliye Milte Hai Aise hi Logo se Jinhone YouTube Ka Apne Fayde Aur Paise Kamane ke Liye Bahut hi Shandar Istemal Kiya Hai :-



1. Tanmay Bhatt :-

Tanmay Bhatt India Ke Top You Tube Star Hai. Tanmay All India Bakchod (AIB) ke Co-founder Bhi Hai. Vo India ke Rahne Wale Hain. And Filhaal Tanmay ka Naam YouTube ke Threw Sabse Jyada Paise Kamane wale Indian Super Stars ki List me First Rank Pr Hai.

 Field : Comedy

 Age : 28

 View : 142.23 Million

 Subscribers : 15.5 Lakh

 Income per Month : $ 120000 to 220000

 Debuted On YouTube In : 2012

2. Sahil Khattr :-

 Field : Comedy

 Age : 29

 View : 123.82 Million

 Subscribers : 8 Lakh

 Income per Month : $ 9000 to 40000

 Debuted On YouTube In : 2013


3. Bhuvan Bam :-

 Field :  Comedy

 Age : 22

 View : 51.11 Million

 Subscribers : 3.75 Lakh

 Income per Month : $ 16000 to 60000

 Debuted On YouTube In : 2015

 

4. Sanjay Thumma :-

 Field : Cooking

 Age : 46

 View : 330.98 Million

 Subscribers : 6.75 Lakh

 Income per Month : $ 6500 to 35000

 Debuted On YouTube In : 2007

 

5. Nisha Madhulika :-

 Field : Cooking

 Age : 57

 View : 155.58 Millon

 Subscribers : 5 Lakh

 Income per Month : $ 5000 to 30000

 Debuted On YouTube In : 2009

 

6. Sanam Puri :-

 Field : Music

 Age : 23

 View : 130.1 Million

 Subscribers : 6.54 Lakh

 Income per Month : $ 13000 to 50000

 Debuted On YouTube In : 2012

 

7. Shruti Anand :-

 Field : Make-Up

 Age : 30

 View : 59.71 Million

 Subscribers : 3.13 Lakh

 Income per Month : $ 15,000 to 55,000

 Debuted On YouTube In : 2010

 

8. Kanan Gill :-

 Field : Comedy & Movie

 Age : 26

 View : 29.05 Million

 Subscribers : 3.69 Lakh

 Income per Month : $ 6,000 to 30,000

 Debuted On YouTube In : 2008

 

 9. Ranjit Kumar :-

 Field : Gadgets

 Age : 38

 View : 105.36 Million

 Subscribers : 3.75 Lakh

 Income per Month : $ 4000 to 25,000

 Debuted On YouTube In : 2011

 

India's Top YouTube Channels :-

 

Channel Name                    Subscribers 

1. ChuChu Tv            :          42,96,000       

2. CVS 3D Rhymes   :          25,45,000

3.  TVF                       :          15,90,000

4. Videogyan              :          15,77,000

5. AIB                         :          15,12,000




World's Top Youtube Channels :-

 

Channel Name                    Subscribers

PewDiePie                  :           4.40 Carore

HolaSoyGerman        :           2.70 Carore

Smosh                         :           2.23 Carore

JustinBiberVEVO     :           2.12 Carore

RihannaVEVO           :           2.07 Carore


YouTube Pr Hit Kaise Ho Sakte Hai

                       or

YouTube Pr Hit Hone ke Liye Kuch Tips :-

Agr Aap Bhi YouTube pr Hit Hona Chahte Hai To Hum Aapko Yaha Youtube pr Hit Hone ke Liye Kuch Simple Tips Bata Rahe Hai Jinhe Follow Krke Bhi Aap YouTube pr Hit Ho Sakte Hain :-

Bindas Hokr Kaam Kare :-

YouTube pr Hit hone ke Liye Sabse Jaruri Hai ki Aap Jo bhi Kaam Kre Vo Bilkul Bindas Hokr kare. YouTube Pr Sirf Vahi Hit Hota Hai Jise krne Me Aapko Maja Aata Hai. Aur Jaisa ki Aap Sabhi Jante Hai Aajkal ki Is Busy Life me Kisi ke Bhi Paas Jyada Waqt aur Options ki Kami Nahi Hain. Agr Aapke kaam ki Quality Damadar Nahi Hai Aur Logo ko Aapki Videos Pasand Nahi Aayegi To Ve Turant Aapko Dekhna Band kr Denge. Aur Jaisa ki Aap Sabhi Jante Hain ki YouTube pr Aapki Videos ke Neeche Comment ka Option Hota Hai. To Agr logo ko Aapki Video Pasand Nahi Aayi to Vo Rahi Sahi kami Vaha Review Dekr Puri kr Denge. And Agr Aapki Post pr Bure Reviews Ki Sankhya Jyada Huyi to Koi Bhi Apana Net kharch krke Aapki Bekar Video Nahi Dekhna Chahega. So Apne Kaam ki Quality Ka Vishesh Dhyan Rakhe. Isiliye YouTube pr Jo Bhi Kare Pure Sauk Aur Man (Paison) ke Sath kare. And Starting me hi Viewership Count krna Suru Nahi kare. Ekdum Bindas Hokr kaam Kare. Agr Aapka Kaam Logo ko Pasand Aaya to Log Aapko Support Jarur Karenge And Kuch Samay me Hi Aapka Blog Hit Hone Lagega.

Criative Rahe :-

Agr Aap YouTube pr Criative Rahenge To Aapko YouTube pr Hit / Success Hone Se Koi Nahi Rok Sakta Hai. Bus Aap Kamayi ki Bajaye Apne Content ki Quality Badhane ki Kosish kare. Iske Liye Jaruri Hai ki Aapke Paas Camera Achchi Quality ka Ho, And Aap Jo kuch Bhi Logo Se Kahna chah Rahe Hai Vo Baat Logo ko Achchi Tarah se Samajh me Aa Rahi Ho. YouTube pr Main Cheez Hain Content, Yadi Aapka Content Achcha Hai to Chahe Thoda Time Lage But Log Aapke Kaam ko Pasand Jarur Karenge.

Don't Copy :-

Copyright se Bache. Kisi Aur ke Content ko Copy na Kare. Kaam Vahi kare Jo Aapko Pasand ho And Jiske Baare me Aapko Knowledge Ho. Agr Aap koi Unique kaam Karenge to Aapke Liye Jyada Achcha Rahega. Thoda Dhairya Banaye Rakhe Kuki Chahe Aap Koi Bhi Kaam kr Rahe Ho Usme Safal Hone me Thoda Samay / Time to Lagta hi Hai But Aap Apna Kaam Puri Emandari Aur Quality ke Sath krte Rahe Agr Aap Aisa krte Rahenge to Yakin Maniye Aap Jarur Hit Honge. Pahle To Bahut Jyada Hits And Likes Milne ke Baad hi YouTube Aapke Video ko Monitize krta tha But Ab Aisa Nahi Hai. Ab Agr Aapka Koi Video Viral ho Raha hota Hai to YouTUbe Aapko Uske Liye Turant Payment kr Deta Hai. Isse Video ke Jariye Paise Kamane ke Chance Bahut Jyada bd Gaye Hai And Ye Easy Bhi ho Gaya Hai.



Search Related


Meet India's Top Richest YouTube Super Stars

Top YouTube Channels
YouTube Pr Hit Kaise Ho Sakte Hai
Youtube se Sabse Jyada Rupaye Kamane Wale Indians
top 10 youtube earners in india
top indian beauty youtubers
indian youtubers earnings
indian fashion youtubers
indian youtubers like superwoman
indian youtubers singers
female indian youtubers
indian american youtubers




आशा है कि आपको यह पोस्ट पसंद आई होगी और आपके सारे Doubts clear हो गये होंगे अगर फिर भी आपके मन में कोई Doubt हो या मेरी कोई Help चाहिए तो Plz Comment Box में बता दीजिये मुझे भी आपकी Help करके बड़ी प्रसन्नता होगी


और अगर आपको यह पोस्ट पसंद आयी हो तो Plz इसे Facebook, Twitter and Google + पर  अपने दोस्तों के साथ भी शेयर कीजिये जिससे कि  वे भी इस पोस्ट का लाभ उठा सके


धन्यवाद !


Receive AchchiDuniya's new articles by email.


Blog Post By Email

अगर आपको हमारी यह पोस्ट अच्छी लगी हो तो आज ही हमारे Blog को Subscribe करें और हमारे इस ब्लॉग की हर एक नयी पोस्ट की सुचना अपनी ईमेल पर पाये। यह बिलकुल फ्री है।

Apni email id dal kar subscribe par click karne ke baad aapko ek email aayega usme ek link hogi, uspar click Karke confirm jarur kare.


Enter your email address to subscribe to Achchi Duniya's blog and receive their new articles by email.




Enter your email address:

0 comments:

एक टिप्पणी भेजें