सोमवार, 31 जुलाई 2017

Rakshabandhan Par Nibandh, Rakhi Se Judi Kahani, Facebook, WhatsApp Status

Rakshabandhan Par Nibandh | Rakshabandhan Essay In Hindi

Rakshabandhan Samajik (सामाजिक), Dharmik (धार्मिक), Pauranic (पौराणिक ), Histrical (ऐतिहासिक) Feelings (भावनाओं) Aur Bhai, Bahen ke pyar se bana ek aisa pavitra bandhan hai Jise Logo ke dwara Rakshabandhan ke naam se Sravan Maas ki Poornima (श्रावण मास की पूर्णिमा ) ko Only Bharat (India) me hi nahi Balki Nepal and Morisus me bhi bade hi harsh, Ullas aur dhoom dham se manaya jata hai. Is tyohar ka parchlan Sadiyo purana bataya gaya hai. Is din Bahne apne bhai ki kalayi pr Rakhi bandhti hai aur Bhai apni Bhaen ki hr ko uske har Sukh-Dukh me sath rahne and Humesha uski Raksha ka vachan (Promise) dekr apna snehbhav darshate hai.



रक्षा बंधन का उल्लेख हमारी पौराणिक कथाओं व महाभारत में मिलता है और इसके अतिरिक्त इसकी ऐतिहासिक व साहित्यिक महत्ता भी उल्लेखनीय है। 

So ho sakta hai ki aapko mera yah Article pasand na aaye but maine yah article yaha isliye post kiya hai bcz Rakshabandhan aane wala hai and uske liye mai koi bhi new article nahi likhne wala so mene socha ki kyo na purane article ko hi share kar du.

And Second reason ye tha ki Abhi mai Kuch Successful logo ke Success par Vichar ke baare me ek Article likh raha hu but vo abhi tak complete nahi ho paya hai so mene aise me is article ko hi post karna theek samjha.

Vese to ye 2 articles the but mujhe laga ki ho sakta hai yah article aapko pasand na aaye isiliye mene dono articles ko 1 me hi mix kar diya.



 Indra Aur Indrani 

इन्द्र और महारानी शची


Humari Pauranic Manyata (भविष्य पुराण) ke anusar ek baar Danvo ne Raja Indra pr hamla / aakrman / attck kr diya. Aur yeh ladayi 12 years tk chalti rahi Lekin Devta Vijayi nahi huye. Indra haar ke Dar / Bhay se Dukhi hokr Devguru Brahspati ( बृहस्पति ) ke paas gaye. DevGuru Brahspati ( बृहस्पति ) ke sujhav par Indra ki patni (wife) Maharani sachi (Indrani) ne sravan sukl purnima (श्रावण शुक्ल पूर्णिमा ) ke din pure Vidhi-Vidhan se Vrat (Upvas) karke Iswar ki Tapasya ki. Indrani ki is Tapasya se khus hokr Ishwar ne Indrani ko ek RakshaSutra diya. Yah Raksha Sutra Indra ki Dahini kalayi me bandha gaya Aur Is Pavitra Raksha Sutra ki vajah se Indra ko Vijay prapt huyi. Jis din Yeh Raksha Sutra Indar ki Kalai pr bandha gaya tha us din Sravan Sukl Poornima (श्रावण शुक्ल पूर्णिमा ) isiliye yeh Parv Aaj-Tak Sravan Sukl Poornima (श्रावण शुक्ल पूर्णिमा ) / Sravan Maas ki Poornima (श्रावण मास की पूर्णिमा ) ko Manaya Jata Hai.



      वामनावतार रक्षाबंधन पौराणिक कथा 

Vamanavtar Rakshabandhan Pauranic Katha


Ek Pauranic Manyata to Yeh bhi hai ki ...
100 Yagya pure kar lene par Danvendra Raja Bali ke man me Swarg Prapti / Swarg pr Raj krne ki Ichcha Balvati / Jagrat ho gayi to Usne ne Apne Yagya-Tap ki Sakti se Swarg pr Aakrman / Hamla kr diya Aur Sabhi Devtao ko Parast kr diya Aur Indra ka Singhasan Dolne laga To Indra sahit sabhi Devta Bhagwan Vishnu ki Saran ( शरण ) me chale gaye aur Raja Bali se apni Raksha ki prarthna krne lage. Tab Bagwan Vishnu ne Vaman Avtar lekar  Brahman ka Vesh dharan kr liya Aur Raja Bali se Bhiksha mangne pahuch gaye. Unhone Bali se Teen 3 pag Bhumi / Zameen Daan / Bhiksha me mang li. Raja Bali ne Unhe Teen 3 Pag Bhumi Daan me dene ka Vachan de diya.
Bali ke Guru Sukradev (शुक्रदेव) ne Brahman Roop Dharan kiye huye Vishnu ko pahchan liya. Aur Bali ko Is baare me Savdhan kr diya. Lekin Danavendra Raja Bali apne vachan par Adig rahe Aur Teen Pag Bhumi Daan kr di.
Tabhi Bhagwan Vishnu ne Vaman roop Dharan kiya. Aur Vaman Roopi Vishnu Bhagwan ne Apne Ek Pag me Swarg aur Dusre me Prathvi (Earth) ko naap liya. Aur Bali se puch ki apna teesra pair kaha rakhe ? Bali ke samne Samasya utpann ho gayi. Yadi Vo apna Vachan na nibhata to ye Adharm hota. Akhirkar usne Apna Sir Bhagwan ke aage kar diya Aur kaha Teesra Pag aap mere Sir pr rakh deejiye. Bhagwan Vishnu ne aisa hi kiya aur pair rakhte hi Raja Bali Rasatal lok me pahuch gaye. Jab Bali Rasatal me chale gaye to Rasatal me Bali Bhagwan Vishnu ko Prasann krke Unse vachan le lete hai ki Bhagwan Vishnu Rat-Din Unke samne rahenge Aur Bhagwan Vishnu ko Unka Dwarpal banna pada. Bhagwan ke Rasatal Nivas se pareshan  Laxmi Ji ne Socha ki Yadi Bhagwan is tarah Rasatal me Dwarpal bankr Nivas karenge to Baikunth Lok (बैकुंठ लोक) ka kya hoga. Is Samasya ke Samadhan ke liye Devarshi Narad Ji ne Laxmi Ji ko ek upay Sujhaya, ki Aap Raja Bali ko apna Bhai banakr Unki Kalayi par Raksha Sutra bandhiye. Narad Ji ki Salah ke Anusar Mata Laxmi ne Raja Bali ko RakshaSutra Bandha aur Uphar me Bhagwan Vishnu ko mangkar unhe Apne sath Baikunth Lok le Aayi. Sanyog (संयोग) se Us Din bhi Sravan Maas ki Poornima (श्रावण मास की पूर्णिमा ) hi thi.




आज भी सभी धार्मिक अनुष्ठानों में यजमान को ब्राह्मण एक मंत्र पढकर रक्षासूत्र बाँधते हैं जिसका अर्थ होता है कि-

"येन बद्धोबली राजा दानवेन्द्रो महाबल: ।
दानवेन्द्रो मा चल मा चल ।।"

इस मंत्र का भावार्थ है कि दानवों के महाबली राजा बलि जिससे बांधे गए थे, उसी से तुम्हें बांधता हूँ। हे रक्षे! (रक्षासूत्र) तुम चलायमान न हो, चलायमान न हो।


Rakshabandhan ke baare me aur bhi kai Pauranic kathaye Prachlit hai, Mahabharat ke Samay (Time) bhi Shri Krishan ki Salah par Sainiko aur Pandavo ko Raksha Sutra bandha gaya tha Aur jab Raksha Bandhan ki hi Etihasic Ghatnao ki baat ki jati hai to Rani Karanvati ke dwara Humau ko Bheje  raksha Sutra  ko ko bhi andekha nahi kiya ja sakta hai, Jise Mugal Samrat ne Samjha bhi aur Nibhaya Bhi.

सुभद्राकुमारी चौहान ने शायद इसी का उल्लेख अपनी कविता, 'राखी' में किया है:

मैंने पढ़ा, शत्रुओं को भी
जब-जब राखी भिजवाई
रक्षा करने दौड़ पड़े वे
राखी-बन्द शत्रु-भाई॥


    Raksha Bandhan se Judi Kuch Khaas Bate

Rakshabandhan Savan ka Aakhiri Din hota hai Isi Vajah se ise  Sravani श्रावणी (सावनी) या सलूनो bhi kaha jata hai. Rakhi Normaly Bahne Bhai ko hi bandhti hai Lekin Humare Desh me Brahmano, Gurup aur Netao ya Pratisthit Vyaktiyo ko bhi Rakhi bandhi jati hai. Desh me kai Jagah Pedo (वृक्ष) aur Bhagwan ko bhi Rakhi Bandhne ki Parampra hai. Is din राष्ट्रीय स्वयंसेवक संघ ke members Aapsi Bhaichare hetu ek dusre ko aapas me Bhagva Rang ki Rakhi bandhte hai. Rakhi Pyar aur Vachan ka Tyohar hai Isiliye Ravindra Nath Taigore Ji ne Iska Istemal Bhartiya Swatantrta Sangram me Jan Jagran ke Liye kiya tha. Amarnath Yatra bhi isi din puri hoti hai. Yah bhi mana jata hai ki Isi din Himani Shivling bhi Apna Akar Grahan krta hai. Yah tyohar Maharastra me Nariyal Poornima ke Name se bhi jana jata hai. Is din Marathi log Nadi ya Samudra ke Tat (तट) par jakr apne Janeu badalte hain aur Samudra ki Pooja karte hain. Rajasthan me Is din Ramrakhi aur ChoodaRakhi ya Loomba bhi Bandhne ka Rivaj hai. Ramrakhi Keval Bhagwan ko hi bandhi jati hai Jabki Chooda Rakhi Nanade Apni Bhabhiyo ko bandhti hain.
Tamilnadu, Keral, Maharastra aur Udisha ke South Indian Brahman is Parv ko Avni Avittam (अवनि अवित्तम) bhi kahte hain.

“कच्चे धागे से बनी पक्की डोर है राखी।
प्यार और मिठी शरारतों के साथ, बहन की रक्षा का अधिकार है राखी।
जात-पात , भेद-भाव को मिटाती, एकता का पाठ है राखी।
भाई-बहन के विश्वास और ज़जबात का पवित्र रूप है राखी।“



Aap Sabhi ko Raksha Bandhan ki Hardik Badhayi
Thank You !


Facebook WhatsApp Status For Raksha Bandhan In Hindi And English







Raksha Bandhan Bahen Bhai ke Pyar ka Tyohar Hai, Jisme Bahene Apne Bhai ke Hath Pr Rakhi Bandhti Hai And Bhai Apni Bhen Se Humesha Hr Muskil Me Uske Sath Khade Rahne And Humesha Uski Raksha krne Ka Promise Krta Hai. Yah Tyohar Bahut Hi Purane Time Ya Hum Yu Kahe Kai SAtabdiyo Pahle se Manaya Ja Raha Hai And Is Tyohar ke Kai Example Hume Apne Itihas me Bhi Dekhne ko Mil Jayenge Jaha Bahen Ko Muskil Me Dekh Bhai Dauda Chala Aaya.

This is a very special bond and today this post will help you to find some cool raksha bandhan status , raksha bandhan whatsapp status , raksha bandhan facebook status, raksha bandhan whatsapp messages, raksha bandhan status messages ,raksha bandhan messages, raksha bandhan whatsapp, raksha bandhan messages, rakhi status for sister, rakhi status for brother, raksha bandhan status for sister, raksha bandhan whatsapp messagaes.


Facebook WhatsApp Status For Raksha Bandhan In Hindi

Bachpan ki wo bheeni smritiyan Lekar aaya Rakhi ka tyohaar Baat-baat par wo roothna mera Sneh tumhara jyun babul ka pyaar Mubarak ho Bhaiya tumhein Raksha Bandhan ka ye tyohaar!

Girl: Kal me tumhare liye Rakhi layi thi, Tumne Bandhwayi ku nahi ?Boy : Agr Kal Me tere liye Mangalsutra lau to kya tu pahen legi ? Baaaat krti hai.

Happy Raksha Bandhan. May All Your Wishes Come True and May You Have All Happiness of The World.

It was nice growing up with someone like you - someone to lean on, someone to count on...someone to tell on !

Having a Sister is like having a best friend you cant get rid of. You know wherever you go, I'll be always there.


Rakhi celebrstions in full swing. All the brothers and sisters keep the bond growing. Happy Raksha Bandhan, A sisters love for brothers.


Thanks dear Bhaiya for your warmth affection & Your understanding, may our bond of love remain forever.


I am lucky to have you both shower your blessings on me but you are even luckier you have got me!!

May this aUspicioUs occasioN briNg yoU aLL the prosperity aNd good LUck iN yoUr way of Life. Happy Raksha baNdhaN Sister.


Sisters is probably the most competitive relationship within the family,  but once sisters are grown, it becomes the strongest relationship.”

I am lucky to have you both shower ur blessings on me but you are even luckier you have got me!!


I want to tell u, during times when we fought, my love was in different mood. -Rakhi Status for Whatsapp

Missing you a lot in this Raksha Bandhan. Sending my wishes from far away. With lots of care.
It takes two men to make one brother.

I want to tell you, during the times when we fought, my love was in a different mood. Happy Raksha Bandhan sweety!
You know that you are the most precious stone in the collection of my secret treasure. Wishing you very Happy Rakhi and best of luck for every thing.
I want to tell u, during times when we fought, my love was in different mood. Happy Raksha Bandhan!
Sister is soɱeone who is caring and sharing. Sister can understand things you never said. She can understand pain which is not visible to anyone. I love u sister. Happy Raksha Bandhan sweety!

Sometimes being a brother is even better than being a superhero.& this day is RAKHI. Happy Raksha Bandhan Sister.


Sister is someone who is caring and sharing. Sister can understand things U never said. She can understand the pain, which is not visible to anyone. I love my sister..

I sought my soul, but ɱy soul I could not see. I sought ɱy God, but ɱy God eluded me. I sought ɱy brother and I found all three.
Happy Raksha Bandhan to my sweet brother.

The mildest, drowsiest sister has been known to turn tiger if her sibling is in trouble.


There’s no other love like the love for a brother. There’s no other love like the love froɱ a brother.


Sister is someone who is caring n sharing. Sister can understand things u never said. She can understand pain, witch is not visible to anyone. I love u sis! Happy Raksha Bandhan.

You are the person who holds me in my bad times, you are the person who dances with me in my happiness. I can’t recall even a single day when you were absent from my life. I really love you.


Throughout these years, you have done so many things for me. It helps me know deep down inside how ɱuch you care. I may not say it everyday but I admire you a lot. I feel richly blessed to have a brother like you. Happy Raksha Bandhan.


If I can choose ɱy brother in next life, then it will be you. Love u bro, Happy Raksha Bandhan.


There is a little boy inside the man who is my brother. Oh, how I hated  that little boy and how I love him too. Happy Raksha Bandhan.
Friends come and go, but you my dear brother, are always there! Happy Raksha Bandhan.


Rakhi is a thread that binds two souls in a bond of love and joy forever. Happy Rakhi.


Dear brother,today is rakhsha bandan and u r not here by my side..but we r close in each others thought and my love will always be with u.

You were always my best friend,looking out for me, making surethe path I traveled on was smooth.Even if I searched the world over,there cannot be a better brother than you.Happy Raksha Bandhan Bhaiya !


You never say no, you never say thats impossibleand you never say you can’t.That’s my bro, a superman who make thingspossible and who make paths smoother. I love you Bro.

Dear Brother, on this Raksha Bandhan I wish to say that you are the best brother and you mean to me the whole world. Happy Raksha Badhan.


Raksha Bandhan Masseges


Hi Chhoti,I don’t have my own sister, but “CHHOTI” whom I consider more than my real sister is more worthy than my life. One thing that I have learnt in these days is that you can get anything in your life, but without a loving sister, you life is incomplete. The reason is that whenever you want to share your pain, grief, sorrow, discomfort etc, you can get your sister standing besides of you. Affection from sisters is a great matter of deal for any brother. So, Guys who do have sister, love and respect her and promise to stand by her in every moment of her life.Happy Raksha Bandhan to every brother and sister. I thank my sister “CHHOTI” for being there with me in my life.

Dear Sister,Today is Raksha Bandhan…And I really wish you were here to tie the rakhi for me…We would have celebrated this occasion together…But wishing you Happy Raksha Bandhan…Love…

Dear Sister,Today is Raksha Bandhan…And I really wish you were here to tie the rakhi for me…We would have celebrated this occasion together…But wishing you Happy Raksha Bandhan…Love…

Dear Didi,If one day you feel like CRYING…Call me!I promise that I will make you LAUGH.

My Dearest sister,Within this small interval of time you become part of my life. As my dearest friend, as my loving sister to share everything. My heart full rakhi wishes to you…With lots of love


Rakshabandhan Par Nibandh | Rakshabandhan Essay In Hindi


आशा है कि आपको यह पोस्ट पसंद आई होगी और अगर आपको यह पोस्ट पसंद आयी हो तो Plz इसे Facebook, Twitter and Google + पर  अपने दोस्तों के साथ भी शेयर कीजिये जिससे कि  वे भी इस पोस्ट का लाभ उठा सके

धन्यवाद !

0 comments:

एक टिप्पणी भेजें